Aarzooo...

Started by Chottya, September 08, 2015, 11:59:57 PM

Previous topic - Next topic

Chottya

Samete aarzo e ruswai hum roj mila karte hai...

Kabhi uska noor to kabhi sindoor chua karte hai...

Num hoti hai aakhe.. jab uske karib hua karte hai...

Muddato buni chahte khamoshi me baya karte hai...

Wahi kuch pal hai jo hum saath jiya karte hai...

Apne ki kiye par afsos kiya karte hai...

Wo to khair shikar thi meri ruswai kaa...
Aur hum ab uski chah me tarste khud hi se gila karte hai...

-chottya... :)